Islamic Search
814 subscribers
386 photos
1.44K videos
25 files
57 links
In Sha Allah through this channel you will be getting Authentic Islamic information in Urdu language.
For English join:- @Islamic_Info_4u
Admin:- @Islamic_Info_Bot
Download Telegram
𝑱𝒖𝒎𝒖𝒂𝒉 𝑲𝒆 𝑫𝒊𝒏 𝑲𝒊𝒚𝒆 𝑱𝒂𝒂𝒏𝒆 𝑾𝒂𝒂𝒍𝒆 𝑴𝒖𝒔𝒕𝒂𝒉𝒂𝒃 𝑨𝒂𝒎𝒂𝒂𝒍 💫
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Fajr Namaz ki Ahmiyat

by Shaikh Abu Zaid Zameer
👍1
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
✈️AIR India Plain Crash se Ibrat💥
👍1😢1
Please open Telegram to view this post
VIEW IN TELEGRAM
#SunnateRasool

MUSAFAAHA KARNA 🤝🏼

Qatadah (رحمة الله) se riwayat hai: Maine Anas (رضي الله عنه) se pucha: "Kya Rasool Allah (ﷺ) ke sahaba me Musafaaha (haath milane) ke dastoor (riwaz) tha?"

Unhone kaha: "Haan."

📚: Sahih Bukhari 6263

🚫 Gair Mehram se haath naa milayen.
👍1
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Maa Baap ki Aah say bacho!

Shaykh Hafiz Abdul Azeem Umari Madani حفظه الله
1👍1💯1
#SunnateRasool

TALBINAH — Jau Ke Aate Se Banaya Gaya Ek Daliya 🥣

Aisha (رضي الله عنها) beemar ke liye aur mayyat ke sogwaro ke liye talbina pakane ka hukm deti theen aur farmati theen ke mai ne Rasool Allah (ﷺ) se suna,

Aap (ﷺ) ne farmaya: "Talbina mareez ke dil ko sukoon pohchata hai aur gam ko door kar deta hai."

📚: Sahih Bukhari 5689

Apni khurak me Talbinah zaroor shamil karein In sha Allah. Aap google par banane ka tareeka dekh sakte hain.
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Shaadi Honeke Baad Ki Du'aa | Shaykh Haafiz Abdul Qadeer Umri {حفظه الله}
1🕊1💯1
#HifazatKiDuaa

BHOOK SE ALLAH KI PANAH MANGNA 🍂

Rasool Allah (ﷺ) farmaya karte the:

« اللَّهُمَّ إِنِّي أَعُوذُ بِكَ مِنَ الْجُوعِ فَإِنَّهُ بِئْسَ الضَّجِيعُ وَأَعُوذُ بِكَ مِنَ الْخِيَانَةِ فَإِنَّهَا بِئْسَتِ الْبِطَانَةُ ‏»

(Allahumma inni a’udhu bika minal-ju’i fa innahu bi’sad- daji’u wa a’udhu bika minal-khiyanati fainnaha bi’satil-bitanati)

Aey Allah, mai Aap ki panah mangta hoon bhook se kyunke ye buri saathi hai aur mai Aap ki panah mangta hoon khayanat se kyunke ye buri baatini (dil me chupi) saathi hai.

📚: Sunan Ibn Majah 3354 | Hasan
2
Muharram 1447 ka Mahina shuru hogaya hai Alhamdulillah

Allah Ke Mahine MUHARRAM Me Roza Rakhne Ki Faziliyat 🌱


Rasool Allah (ﷺ) se kisi ne pucha ke: "Farz namaz ke baad kon si namaz afzal hai aur mah e ramzan ke baad kon se rozey afzal hain?"

Aap (ﷺ) ne farmaya: "Farz namaz ke baad sab se afzal namaz adhi raat ki namaz hai (tahajjud), aur ramzan ke mahine ke baad sab se afzal rozey Allah ke mahine Muharram ke rozey hain."

📚: Sahih Muslim 1163 (2756)
3🕊1
#Hidayat

Shaykh al-Albani (رحمة الله) ne farmaya:

"Jilbab ko aurat ki khoobsurti chupane ke liye qanoon (deen me farz) banaya gaya tha, is liye sajeela (fashion wala) pehenna fuzool hai."

📚: Jilbāb al-Mar’ah, pg 120
💯2👍1
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
sheikh abdul razzaq al badr ka Taqwa
Dr Farooq Abdullah madani
👍21
🌙FREE COURSE!🌙

Seerat-E-Ummahatul-Momineen 🕌


🎤 Speaker: Shaikh Abdul Azeem Madani

📅 Starts: 06 July 2025 (Sunday)

Time: 9:00 pm – 9:45 pm (Daily)

📺 Streaming on YouTube Channel: Islam Information

🗣 Language: Urdu

🎁 Certificates & Prizes for participants,
إِنْ شـــــــآء اللّٰــــــــه!

📲 Register Now: WhatsApp +91 7207584013

📤Share the post to your Relatives and Friends.

Don’t miss this golden opportunity! 🌟
2
👍4
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Ashoora Ka Roza Kyun ? | Shaykh Abu Zaid Zameer حفظہ اللہ
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
MATAM ki SHARAI Haisiyat | Hafiz Jalaluddin Qasmi Hafizahullah
🚨Aashoorah (10 Muharram) Ke Din Ki Bida'aat Se Bacho

10 Muharram ke din ye kaam ghair sharaii aur bida'at hain: ⬇️

1️⃣. 10 Muharram ko Sharbat pilaana Sunnat nahi balke Bida'at hai.

2️⃣. Iss din khaas pakwaan (Haleem, Khichda, Zarda waghera) banana Deen ka hissa nahi hai.

3️⃣. 10 Muharram ko "Eid" ya "Yaum-e-Shahaadat" kehna ghalat hai.

4️⃣. Masajid ya Sadkon(roads) par juloos nikaalna, Majaalis karna Bida'at hai.

5️⃣. Gham manana, Maatam karna, Noha aur Seena koobi karna(seena peetna) Sunnat ke khilaaf hai.

6️⃣. 10 Muharram ko Qabrastan ki khaas ziyaarat karna ghalat hai.

7️⃣. Jhanda uthaana ya nikaalna Islami tareeqa nahi hai.

8️⃣. Iss din Hara(green) ya Siyah(black) kapde khaas taur par pahenna ya patti bandhna ghair sharii amal hai.

9️⃣. "Ya Hussain", "Ya Ali Madad" kehna Shirk hai.

🔟. Bacchon ko Nange paaon ya Pyaasa juloos me le jaana Zulm hai.

1️⃣1️⃣. Roads band karna aur logon ko Takleef dena Haram hai.

1️⃣2️⃣. Zanjeer zani ya khud ko Chaku se maarna Haram hai.

📢 Islam sirf Nabi ﷺ ki Sunnat ko follow karne ka Hukum deta hai, lehaza Bida'at se door rahiye.

🤲 Allah hame Qur'an aur Hadees ke mutabiq Aamaal karne ki Taufeeq de aur Shirk o Bida'at se mahfooz rakhe Aameen
2